Sunday, March 7, 2010

Tera Jaana




Tera Jaana Dil Ke Armaano Ka Loot Jaana

Koi Dekhe Banke Taqdeeron Ka Mit Jaana

Tera Jaana............

Tera Gham Tera Khushi Mera Gham Meri Khushi

Tujhse Hi Thi Zindagi

Hans Kar Hum Ne Kaha Tha

Jeewan Bhar Ka Saath Hai Yeh Kal Hi Ki Baat Hai...........

Tera Jaana.......... :(


Wednesday, March 3, 2010

Monday, March 1, 2010

Kushiyan Aur Gham..




Kushiyan Aur Gham

Seheti Hai Phir Bhi

Yeh Chup Reheti Hai...

Ab Tak Kisi Ne Na Jana

Zindagi Kya Keheti Hai.....